Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun tumne saza di ye kis khata ki kuchh to main bhi sunuuun sar jhukaye main khadi hoon kar bhi lo naina chaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun khud piya dekho tum haal mera tumse main kya kahuuun itna royi mukh pe aayi beh ke kajre ki dhaar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun tadap tadap ke kitna pukaarun kitni aahen bharuuuun par na bole tum bedardi tum pe ulfat ki maar balam ji ab to hanso kab tak huzoor ruthe rahoge le ke gusse mein pyaar balam ji ab to hanso
kab tak niraas ki andhyaariiii kab tak niraas ki aas ki damin damka degi yehi badariya kaari kab tak niraas ki sukhe ped ki daar daar hai ras ki bhari pichkaari jaise laaj ka ghunghat kaadhe koi sundar naari aas ki damin damka degi yehi badariyan kaariiiiii kab tak niraas ki kajri rein ki bhor ko samjho kaare nayan ki jyotiiii kaare nayan ki jyoti jugnuu jugnu bann ke chamak rahe hain chhupi huyi ujyaarii aas ki damin damka degi yehi badariyan kaariiiiii kab tak niraas ki bhayi jagat ujiyaari bhayi jagat ujiyaari jhalak thi jiski andhiyari mein yehi thi wo ujiyaari dekho bhayi jagat ujiyaari ban gayi kajal jaagi aankh kaaa simat ke rein andhiyari bhayi jagat ujiyaariii nayanan jal se sincha tha jisko hari hui wo qyaari nayanan jal se sincha tha jisko hari hui wo qyaari bigdi banaane wale toonee rakh li laaj humari dekho bhayi jagat ujiyaari ban gayi kajal jaagi aankh kaaa simat ke rein andhiyari bhayi jagat ujiyaariii
nain jalein abhimaan se mukh mudra gambheer kaho radha andar chubha kis nirdye ka teer naa hasti naaa bolti naa saj dhaj naa khilon vyarth maan abhimaan mein jaye samaye anmol yun kab tak roothi rahogi radha rani kab tak roothi rahogi radha rani kar do kshama sajni meri bhulein kar do kshama sajni meri bhulein jaani ya anjani kab tak roothi rahogi radha rani yun kab tak roothi rahogi radha rani maine sada tumhe apna jana par na mujhe tumne pehchana rutho par aise na rutho mushkil ho sari umar manana mat jodo mere pyaar se gori mat jodo mere pyaar se gori koi raar puraani kab tak roothi rahogi radha rani yun kab tak roothi rahogi radha rani tum bin main kahin chain na paun kaise tumhe vishwas dilaun jag ruthe toh chhod dun ye jag tum ruthi ho kaho kit jaun tum bin main yun bhikhra bhikhra tum bin main yun bhikhra bhikhra nadiya bin jyun paani kab tak roothi rahogi radha rani yun kab tak roothi rahogi radha rani prem ke badle prem lutao na tarso aur na tarsao lo rakh
hon hoon hoon aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo kab talak shamma jali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali shaam e ghum kaise dhali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi kisne kya chaal chali kisne kya chaal chali yaad nahin kisne kya chaal chali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke ab to unki ab to unki haan ab to unki ab to unki bhi gali yaad nahin hmmm hmmm hmmm la la lala yaad nahin yaad nahin aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo abr tha jaam tha par aap naa the abr tha jaam tha ho oooo ho oooo ho oooo ho ooooo ho hoooooo abr
kab tujhe zindagi se jod liya ajnabee humko kuchh pata naa chala kab tujhe khud pe humne odh liya ajnabee humko kuchh pata naa chala tere liye hain mere jism o jaan tere liye hain mere shaam subha kab tujhe zindagi se jod liya ajnabee humko kuchh pata naa chala kab tujhe khud pe humne odh liya ajnabee humko kuchh pata naa chala teri chaahat ne meri zindagi sajayi hai dil ke veerane mein chupke se bahaar aayi hai teri chaahat ne meri zindagi sajayi hai dil ke veerane mein chupke se bahaar aayi hai kab haseen zindagi ne mod liya ajnabee humko kuchh pata naa chala kab tujhe zindagi se jod liya ajnabee humko kuchh pata naa chala jiski khwahish thi humen tune ab wo shab di hai jitni tanhaayi thi jeene mein sab wo bhar di hai jiski khwahish thi humen tune ab wo shab di hai jitni tanhaayi thi jeene mein sab wo bhar di hai kab humen humse tune tod liya ajnabee humko kuchh pata naa chala kab tujhe zindagi se jod liya ajnabee humko kuchh pata naa chala ab to har lamha tere
kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali oh jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye laila naam ki texi ko milte grahak bedhange jeb mein na ho footi kaudi kangale bhooke nange lekin aaj mili kismat se aisi mast sawaari sawaari jis par meter engine accelerator breken waari ho kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye paani aur petrol barabar phir kyun ruk gayi laila samjha sautan kyon baithi iss kaaran jee hai
kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa loota chain o qaraar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte
kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barsaat ye pyaar ki na rukegi ab to ghata aur neeche jhukegi barson ki pyaasi ye dil ki zamin hai chal bheeg jaayen zannat yahi hai kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise taqdeer ke faisle kaise kaise shuru ho gaye silsile kaise kaise aayi bahaaren aane se tere khile gul hazaaron gulshan mein mere kabhi ajnabi the zamin aasmaan ye tera haath thaama jo huye meharbaan ye kabhi ajnabi the aaaa haaa haaa hmm hmm hmm hmm hmm hooo ooooo ho ho ho ho ho hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa hoo ooooo aaaaa aaaa aaaa saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna saajan mere haath thame hi chalna rasta naya har kadam pe sambhalna
tum ko bhi hai khabar mujh ko bhi hai pataa ho rahaa hai judaa dono ka raasta door jaake bhi mujhse tum meri yaadon mein rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna tum ko bhi hai khabar mujh ko bhi hai pataa ho rahaa hai judaa dono ka raasta door jaake bhi mujhse tum meri yaadon mein rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna jitni thi khushiyaan sab kho chuki hain bas ek ghum hai ke jaata nahin samjha ke dekha behla ke dekha dil hai ke chain isko aata nahin aata nahin aasoon hain ke hain angaare aag hai ab aankhon se behna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna aa aa aaa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aaa rut aa rahi hai rut jaa rahi hai dard ka mausam badla nahin rang ye ghum ka itna hai gehra sadiyon bhi hoga halka nahin halka nahin kaun jaane kya hona hai hum ko hai ab kya kya sehna kabhi alvida kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna tum ko bhi hai khabar mujh ko
aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa kabhi aye haqeeqat e muntazar nazar aa libaas e majaaj mein ke hazaaron sajde tadap rahe hain meri jabin niyaar mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa bachaa bachaaa ke tu rakh iseeee naa bachaaa bachaaa ke tu rakh iseeeeee tera aaina hai wo aainaa tera aaina hai wo aainaa aainaa aainaa naa bachaaa bachaaa ke tu rakh ise tera aaina hai wo aainaa ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein ke shiddat ka ho to azziz kar hai nighaaen aaina saaz mein aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa naa wo ishq mein rahi garmiyaa aaaaaaaaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo ishq mein rahi garmiyaa naa wo husn mein rahi shokhiyaan naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein naa wo gazanavi mein tadap rahi naa wo khamb hai zulf e ayaaz mein aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se aane lagi sadaa main jo sar ba sajda kabhi hua to zamin se
ari o dil ki kali kidhar chali tanik idhar to aaiyo huh ja ja re bhanwre ja jaa hooo kabhi chali aa ashiqon ki gali hooo kabhi chali aa ashiqon ki gali tu chunar leke kaali ari o kajal waali tu chunar leke kali haaan ari o kajal wali tu hai bhanwra main hoon naajuk kali hooo tu hai bhanwra main hoon naazuk kali chura lega tu bairi mere hothon ki laali chura lega tu bairi mere hothon ki laali tu hai bhanwra main hoon naazuk kali hooo kabhi chali aa ashiqon ki gali hey aaja hey tera mera nahin hai nata koi ye hai kaisi takraar pyaar bhari mile jo ek nazar jawa ho jaye mera pyaar ooo tera mera nahin hai nata koi ye hai kaisi takraar pyaar bhari mile jo ek nazar jawa ho jaye mera pyaar tu chunar leke kali ari o kaajal wali tu chunar leke kali ari o kaajal wali tabhi chali aa ashiqon ki gali hooo tu hai bhanwra main hoon naazuk kali yaha waha karunga pichha tera waah waah hai deewana mera naam haaan chhod mujhe dil kya dun main tujhe tu hai bada badnaam hey yaha waha
sukh dukh donon rehte jis mein jeevan hai wo gaanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon upar wala pasa phenke neeche chalte daanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon bhale bhi din aate jagat mein bure bhi din aate bhale bhi din aate jagat mein bure bhi din aate kadve meethe phal karam ke yahaan sabhi paate kabhi seedhe kabhi ulte padte ajab samay ke paanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon sukh dukh donon rehte jis mein jeevan hai wo gaanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon kya khushiyaan kya ghum ye sab milte baari baari kya khushiyaan kya ghum ye sab milte baari baari maalik ki marzi pe chalti ye duniyaa saari dhyaan se khena jag nadiyaa mein bande apni naav kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon sukh dukh donon rehte jis mein jeevan hai wo gaanv kabhi dhoop kabhi chhaaon kabhi dhoop to kabhi chhaaon
ki idl idl se $kr;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; n; \xe5kte ho''''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su n; \xe5kte ho''ge jb a\\;%%o'' me'' a\\;su a\\;%%o me'' a\\;su to pwm;n; to pwm;n; zlk j;t; to hog; \xacnhe'' mer; :y;l a;t; to hog; vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu vo p; lete to ho''ge idl pe k;bu idl pe k;bu \xacnhe ye i \xacnhe ye i km;l a;t; to hog; ki idl idl se $kr;t; to hog;
kabhi ghum se dil lagaaya ho kabhi ashq ke sahaare kabhi shab guzaari ro ke kabhi gin ke chaand taare kabhi gin ke chaand taare kabhi gin ke chaand taare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa ghum e aashiqi ke sadme mujhe aur dena humdam ghum e aashiqi ke sadme mere din guzar rahe hain eeee eeeee mere din guzar rahe hain teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa gulshan parast main hoon ehle chaman se keh do gulshan parast main hoon khoon e jigar se humne eeee eeee eeee khoon e jigar se humne phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa tujhe waasta khuda ka zara dekh le idhar bhi tujhe waasta khuda ka ghabraa ke mar na jaayen eee eee eee ghabraa ke mar na jaayen shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare kabhi ghum se
kabhi hai ghum kabhi khushiyaan yahi to zindagaani hai kabhi lab par hansi hai aur kabhi aankhon mein paani hai kabhi hai ghum na ghabra aasmaan par chha gaya hai aaj agar baadal na ghabra aasmaan par chha gaya hai aaj agar baadal ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishaani hai ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishaani hai kabhi hai ghum bhara karte hain zakhm e dil aur aansoon bhi hain tham jaate bhara karte hain zakhm e dil aur aansoon bhi hain tham jaate aur aansoon bhi hai tham jaate banaayi jisne duniyaa ye usi ki meharbaani hai banaayi jisne duniyaa ye usi ki meharbaani hai kabhi hai ghum kabhi khushiyaan yahi to zindagaani hai kabhi hai ghum
kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo wahan huzoor to pee kar sharaab jeete hain yahaan hum apne kaleje ka khoon peete hain yahan hum apne kaleje ka khoon peete hain hamari jaan tumhari hai apni jaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo tumhari ek mohabbat bhari nazar ke liye sukoon dil ka lutaya hai umr bhar ke liye sukun dil ka lutaya hai umr bhar ke liye yahi gareeb ki daulat hai maharbaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo
kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain pyaar karne waale pyaar karne waale to deewane hote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain pyaar karne waale pyaar karne waale to deewane hote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kya kaha kisne humne suna nahin humne suna nahin hai kahaan jaana humko pata nahin humko pata nahin kya kaha kisne humne suna nahin humne suna nahin hai kahaan jaana humko pata nahin humko pata nahin humne basera kiya teri nigaahon tale parvaah nahin kuchh humein duniya jale to jale parvaah nahin kuchh humein duniya jale to jale jaagte hain hum jab jaagte hain hum jab duniya waale sote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain kabhi hanste hain kabhi rote hain yaad na rasta hum kahaan aa gaye hum kahaan aa gaye bhool ke khud ko dil mein sama gaye dil mein sama gaye yaad na rasta hum kahaan aa gaye hum kahaan aa gaye bhool ke khud ko dil mein sama gaye dil
kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar koi kabhi chhoo na paaye maut aa ke laut jaaye ye wo duwaa hai pyaar wo hai yeh pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar wo to hai pyaar jeevan naya humko tumne diya taqdeer se ab nahin hai geela nahin hai geela jeevan naya humko tumne diya taqdeer se ab nahin hai geela hai dard kya hum samjhane lage humdard tumsa humein jo mila humein jo mila andheron mein roshni hai veeranon mein zindagi hai naam e khuda hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai jiski haar wo hai pyaar wo to hai pyaar wo to hai pyaar nafrat se bhi tum muhabbat karo pehla sabak humne tum se liya tum se liya nafrat se bhi tum muhabbat karo pehla sabak humne tum se liya zamin aasmaan aaj mil hi gaye mushkil ko mumkin bana hi diya bana hi diya koi yahaan aisa kahaan jeet le jo saara jahaan yeh wo ada hai pyaar wo to hai pyaar kabhi hoti nahin hai
kabhi humne nahin socha tha sanam kabhi humne nahin socha tha sanam ki tere bin bhi jeena padega humen tere bin bhi jeena padega humen wo daaman jo bhara karte the phoolon se usse kaanton se seena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam hum jis chaman ko sajaate rahen hum sajaate rahen ussi mein hamen zakhm khaane pade khaane pade aur ab fiza ko gale se laga ke bahaaron ke maatam manane pade manaane pade khabar kya thi khushi ke jaam ke badle zehar ghum ka peena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam humen chhod kar yun jahaan mein akele jahaan mein akele batao sanam kyu juda ho gaye juda ho gaye muhabbat ke kasmen muhabbat ki rasmen wo vaade muhabbat ke kya ho gaye kya ho gaye sanam tujhse juda ho kar jeeyenge agar to mar mar ke jeena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam ki tere bin bhi jeena padega humen wo daaman jo bhara karte the phoolon se usse kaanton se seena padega humen kabhi humne nahin socha tha sanam
kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi ye behaki chaal kehti hai nazar takra gayi hogi mohabbat ki ghata lehra ke dil pe chha gayi hogi nigaahen jhuk gayi hongi qayaamat aa gayi hogi kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai ye aankhen keh rahi hain jaagne ki inko aadat hai kaho wo kaun hai jiske tassavur se mohhabat hai kabhi to humse khul jaao humen tumse mohabbat hai kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho dhadkte dil ki dhadkan ko bhala kab tak chhupaoge ye shola aur bhadkega isse jitna dabaaoge muhabbat ek tufaan hai isse tum kya jhukaaoge kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho to matlab saaf zaahir hai kisi se pyaar karte ho kabhi inkaar karte ho kabhi iqraar karte ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kab Tak Huzoor Aulad (1968) 03:54 12751
 
Poster of Aulad (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 03:54   Song Number : 12751   

Kab Tak Niraas Ki Doctor (1941) 03:24 13155
 
Poster of Doctor (1941)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1941
Lyricist
Aarzu Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Amar
Duration : 03:24   Song Number : 13155   

Kab Tak Roothi Rahogi Maan Abhiman (1980) 07:38 32110
 
Poster of Maan Abhiman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 07:38   Song Number : 32110   

Kab Talak Shamma Jali Painter Babu (1983) 07:42 13897
 
Poster of Painter Babu (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Uttam - Jagdish
On Screen Actors- 
Rajeev Goswami, Aruna Irani
Duration : 07:42   Song Number : 13897   

Kab Tujhe Dhokha (2007) 06:36 20704
 
Poster of Dhokha (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K, Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Tulip Joshi, Muzamil Ibrahim
Duration : 06:36   Song Number : 20704   

Kabhi Aage Kabhi Peechhe Sadhu Aur Shaitaan (1968) 04:48 16307
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:48   Song Number : 16307   

Kabhi Aar Kabhi Paar Aar Paar (1954) 03:11 20705
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 20705   

Kabhi Ajnabi The Kabhie Ajnabi The (1985) 07:35 18370
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Ramesh Deo
Duration : 07:35   Song Number : 18370   

Kabhi Alvida Naa Kehna Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 07:58 16902
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan
Duration : 07:58   Song Number : 16902   

Kabhi Aye Haqeeqat Dulhan Ek Raat Ki (1966) 06:36 13194
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Dr Iqbal
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sujata
Duration : 06:36   Song Number : 13194   

Kabhi Chali Aa Abhi To Jee Lein (1977) 03:33 37013
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 03:33   Song Number : 37013   

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971) 03:29 15648
 
Poster of Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
Jagdeep
Duration : 03:29   Song Number : 15648   

Kabhi Dil Dil Se Anokhi Ada (1948) 02:31 12709
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Anjum Pilibhit
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:31   Song Number : 12709   

Kabhi Ghum Se Dil Lagaaye Daaku (1975) 04:15 39352
 
Poster of Daaku (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Chaman Lahori
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Kabir Bedi
Duration : 04:15   Song Number : 39352   

Kabhi Hai Ghum Kabhi Khushiyaan Waris (1954) 02:38 15686
 
Poster of Waris (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 02:38   Song Number : 15686   

Kabhi Hamari Mohabbat Ka Nasihat (1967) 03:27 36830
 
Poster of Nasihat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
L Vijay Laxmi
Duration : 03:27   Song Number : 36830   

Kabhi Hanste Hain Kabhi Rote Hain Dushmani (1996) 08:09 40006
 
Poster of Dushmani (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Manisha Koirala
Duration : 08:09   Song Number : 40006   

Kabhi Hoti Nahin Khara Khota (1981) 04:47 18202
 
Poster of Khara Khota (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Babla
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 04:47   Song Number : 18202   

Kabhi Humne Nahin Socha Tha Sanam Lalkar (The Challenge) (1972) 03:07 18533
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Mahendra Dehlavi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Rajendra Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 18533   

Kabhi Inkaar Karte Ho Kabhi Iqraar Modern Girl (1961) 03:31 19198
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nalini Chhonkar
Duration : 03:31   Song Number : 19198